Door Wadiyon Se Aa Rahi Hai-दूर वादियों से आ रही है (Tumse Acha Koun Hain) Full Lyrics Full Video Song Hd Mp4
| Door Wadiyon Se Aa Rahi Hai-दूर वादियों से आ रही है (Tumse Acha Koun Hain) Full Lyrics Full Video Song Hd Mp4 |
Song: Door Wadiyon Se Aa Rahi Hai
Movie: Tumse Acha Koun Hain
Singers: Sonu Nigam
Star Cast: Nakul Kapur, Aarti Chhabria, Kim Sharma
Music by: Nadeem Saifi, Shravan Rathod
Lyrics By: Sameer
Lyrics Door Wadiyon Se Aa Rahi Hai In Hindi
Door Wadiyon Se Aa Rahi Hai
Paayalon Ki Chham Chham
In Hawaon Mein Thirak Rahi Hai
Choodiyon Ki Sargam
दूर वादियों से आ रही है
पायलों की छम छम
इन हवाओं में थिरक रही हैं
चूड़ियों की सरगम
Door Wadiyon Se Aa Rahi Hai
Paayalon Ki Chham Chham
In Hawaon Mein Thirak Rahi Hai
Choodiyon Ki Sargam
दूर वादियों से आ रही है
पायलों की छम छम
इन हवाओं में थिरक रही हैं
चूड़ियों की सरगम
Ek Chehra Jo Khwaabon Khayalon Mein Aaye
Aate Jaate Dil Ko Deewana Banaaye
Kore Kore Kagaz Pe Likhna Sikhaaye
Dheere Dheere Mujhko Woh Shayar Banaaye Ho
एक चेहरा जो ख्वाबों ख्यालों में आये
आते जाते दिल को दीवाना बनाये
कोरे कोरे कागज़ पे लिखना सिखाये
धीरे धीरे मुझको वह शायर बनाये
Woh To Subah Ki Pehli Kiran Hai
Woh Aabsharon Mein Khilta Kanwal
Uske Liye Main Gaata Rahoonga
Woh Hai Meri Zindagi Ki Ghazal
वह तो सुबह की पहली किरण हैं
वह आबशारों में खिलता कँवल
उसके लिए मैं जाता रहूँगा
वह है मेरी ज़िन्दगी की ग़ज़ल
Chori Chori In Dhadkanon Mein Samaaye
Aate Jaate Dil Ko Deewana Banaaye
Kore Kore Kagaz Pe Likhna Sikhaaye
Dheere Dheere Mujhko Woh Shayar Banaaye Ho
चोरी चोरी इन धहकनों में समाये
आते जाते दिल को दीवाना बनाये
कोरे कोरे कागज़ा के लिखना सिखाये
धीरे धीरे मुझको वह शायर बनाये
Door Wadiyon Se Aa Rahi Hai Full Song Official Video Youtube:-
0 comments: