Raabta Lyrics – Title Song Full Hd Video
Song: Raabta Title
Singer: Nikita Gandhi
Movie: Raabta
Music: Pritam
Lyrics: Irshad Kamil & Amitabh Bhattacharya
Music Lable: T-Series
Raabta Full Song Lyrics
Tann lade toh tann mukk jaye
Rooh jude toh judi reh jaye
Tujhse kiya hai dil ne bayan
Kiya nigahon ko zubaan
Waada wafa ka kiya
Tujhse liya khud ko mila
Liya duaaon ka sila
Jeene ka sapna liya
Dil ke makaan mein
Tu mehmaan rahaan rahaan
Aankhon ki zubaan
Kare hai bayan kaha aankaha
Kuch toh hai tujhse raabta
Kuch toh hai tujhse raabta
Kyun hai yeh kaise hai yeh tu bata
Kuch toh hai tujhse raabta
Raabta Full Song Official Video Youtube:-
0 comments: